Yahan tak aaye ho kuch zuban se keh
do
Lafz muhabbat nahi keh saktay salam to keh do
Palkain to uthao apni itni bhi haya kaisi
Zuban se nahi kuch kehte nighah se hi keh do
Khat mein to tum ne har baat likh di
Aaye ho to muskura kar iqraar bhi kar do
Mana keh tareef se barh kar ghazal tum ho
Jumbish e lab se apni taqdeer hamain keh do

لفظ محبت نہیں کہ
سکتے سلام تو کہہ دو
پلکیں تو اٹھاؤ اپنی اتنی بھی حیاء کیسی
زباں سے نہیں کچھ کہتے
نگاہ سے ہی کہہ دو
خط میں تو تم نے ہر بات لکھ دی
آۓ ہو تو مسکراکر
اقرار بھی کر دو
مانا کہ تعریف سے بڑھ کر غزل تم ہو
جنبش لب سے اپنی تقدیر
ہمیں کہہ دو
Post a Comment